Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKukku Saigal
HomeKukku Saigal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa gaye dil mein tum meri mehfil mein tum aa gaye dil mein tum meri mehfil mein tum bach ke nazron se meri kahaan jaavoge bach ke nazron se meri kahaan jaavoge hain ye milne ke din phool khilne ke din hain ye milne ke din phool khilne ke din hum pukaarenge aur tum chale aavoge hum pukaarenge aur tum chale aavoge mere dil mein umango ka toofaan thaaaa pyaar karne ka haaye mujhko armaan tha aankhon aankhon mein aakhir ishaare huye aankhon aankhon mein aakhir ishaare huye tum humare huye hum tumhare huye phir bahaar aa gayi le ke duniyaa nayi phir bahaar aa gayi le ke duniyaa nayi door humse rahoge to pachhtaavoge bach ke nazron se meri kahaan jaavoge chhede ratna wafaaon ke tum saad koooo bhool jaana naa mere dil ki aawaaz ko pyaar ke geet mil mil ke gaayenge hum pyaar ke geet mil mil ke gaayenge hum zindagi bhar yunhi muskuraayenge hum baat meri suno aaj waada karo baat meri suno aaj waada karo le ke dil tum humara naa thukraavoge bach ke nazron se meri kahaan
ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza mil jaaye mujhe dil tera o pardesi phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth ka mahina ho bheegi bheegi raat ho baajre ke khet mein pahli mulaqaat ho haye pahli mulaqaat ho aaye jab baisakh piya mele ke nazaare hon haathon mein ho haath tera aankhon mein ishaare hon ji aankhon mein ishaare hon phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth aur ashaad mein nadi ka kinaara ho piya teri aankhon mein pyaar ka ishaara ho haye pyaar ka ishaara ho hoo sawan mein jhulaun jhula aangan ho gulzaar ka ghar ghar mein phir charcha ho ji tere mere pyaar ka haye tere mere pyaar ka phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala bhadon ki barsaat mein dil na rahe haath mein aaye jab wasood piya hawa sard sard ho tere mere dilon mein phir meetha meetha
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen
manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri aakhen naa pher le tu dil baar baar bole aakhen naa pher le tu dil baar baar bole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole
neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani apni adaaon ki masti mein choor hain sabse ye milte hain par sabse door hain neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani zindadilon ki ye hai zindaganiyaan kehte hain ye dhadkano ki kahaaniyaa neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina baabu boojho to ye naina baabu kis ke liye hain neele aasmaani neele aasmaani inn se jo milna hai duniyaa ko bhool jaa dharti pe reh ke sitaaron pe jhool jaa neele neele aur nasheele neele neele aur nasheele jhoome lehraayen rang chalkaaye ras ke do paimaane liye neele aasmaani neele aasmaani boojho to ye naina
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Gaye Dil (Shamshad) Nazneen (1951) 02:55 13861
 
Poster of Nazneen (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:55   Song Number : 13861   

Ek Baar Tu Ban Ja Mera Shabnam (1949) 04:22 32710
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal, Jeevan
Duration : 04:22   Song Number : 32710   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Manvaa Mein Pyaar Dole Sartaj (1950) 02:47 16315
 
Poster of Sartaj (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Zohara, Mukesh
On Screen Actors- 
Ansari, Kukku Saigal
Duration : 02:47   Song Number : 16315   

Neele Aasmaani Mr & Mrs 55 (1955) 04:46 13780
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 04:46   Song Number : 13780   
Karaoke Songs of Kukku Saigal, Sad Songs of Kukku Saigal, Love Songs of Kukku Saigal, Dance Songs of Kukku Saigal, Hip-hop songs of Kukku Saigal, Best songs of Kukku Saigal, Super hit songs of Kukku Saigal, hit songs of Kukku Saigal, duet songs of Kukku Saigal, solo songs of Kukku Saigal, old songs of Kukku Saigal, famous songs of Kukku Saigal, Hindi Karaoke Songs of Kukku Saigal, Hindi Sad Songs of Kukku Saigal, Hindi Love Songs of Kukku Saigal, Hindi Dance Songs of Kukku Saigal, Hindi Hip-hop songs of Kukku Saigal, best Hindi songs of Kukku Saigal, super hit Hindi songs of Kukku Saigal, hit Hindi songs of Kukku Saigal, duet Hindi songs of Kukku Saigal, solo Hindi songs of Kukku Saigal, old Hindi songs of Kukku Saigal, famous Hindi songs of Kukku Saigal, Sing Along Songs of Kukku Saigal, Sing Along Sad Songs of Kukku Saigal, Sing Along Love Songs of Kukku Saigal, Sing Along Dance Songs of Kukku Saigal, Sing Along Hip-hop songs of Kukku Saigal, Sing Along Best songs of Kukku Saigal, Sing Along Super hit songs of Kukku Saigal, Sing Along hit songs of Kukku Saigal, Sing Along duet songs of Kukku Saigal, Sing Along solo songs of Kukku Saigal, Sing Along old songs of Kukku Saigal, Sing Along famous songs of Kukku Saigal